1795 - 1854 | Lucknow, India
Prominent 19th Century poet at Lucknow.
hai saaya chāñdnī aur chāñd mukhḌā
dupaTTā āsmān-e-āsmāñ hai
hai saya chandni aur chand mukhDa
dupaTTa aasman-e-asman hai
dekhnā hasrat-e-dīdār ise kahte haiñ
phir gayā muñh tirī jānib dam-e-murdan apnā
dekhna hasrat-e-didar ise kahte hain
phir gaya munh teri jaanib dam-e-murdan apna
jis ko aate dekhtā huuñ ai parī kahtā huuñ maiñ
aadmī bhejā na ho mere bulāne ke liye
jis ko aate dekhta hun ai pari kahta hun main
aadmi bheja na ho mere bulane ke liye
aayā hai mire dil kā ġhubār āñsuoñ ke saath
lo ab to huī mālik-e-ḳhushkī-o-tarī aañkh
aaya hai mere dil ka ghubar aansuon ke sath
lo ab to hui malik-e-KHushki-o-tari aankh
sar mirā kaaT ke pachhtā.iyegā
kis kī phir jhūTī qasam khā.iyegā
sar mera kaT ke pachhtaiyega
kis ki phir jhuTi qasam khaiyega
Daftar-e-Fasahat
1847
Intikhab Khvaja Wazir
1983
Mazhar-e-Ishq
1911
1896
jab KHafaa hotaa hai to yuu.n dil ko samjhaataa huu.n mai.n aaj hai naa-mehrbaa.n kal mehrbaa.n ho jaa.egaa
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online