aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
adā-o-nāz kā us ke kabhī javāb na thā
vo jab bhī fitna thā jab ālam-e-shabāb na thā
ada-o-naz ka us ke kabhi jawab na tha
wo jab bhi fitna tha jab aalam-e-shabab na tha
tum ḳhafā ho ke ham ko chhoḌ chale
ab ajal se hai sāmnā apnā
tum KHafa ho ke hum ko chhoD chale
ab ajal se hai samna apna
ek dam aur ināyat ho jaa.e
dil Thahar le to chale jā.iyegā
ek dam aur inayat ho jae
dil Thahar le to chale jaiyega
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books