Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Mahfuzur Rahman Adil

Mahfuzur Rahman Adil

Ghazal 1

 

Sher-o-Shayari 36

ab sar-e-ām judā hote haiñ sar shānoñ se

ab ye manzar hai ta.ajjub na hairānī

ab sar-e-am juda hote hain sar shanon se

ab ye manzar hai tajjub ka na hairani ka

  • Share this

hamesha dhuup chādar pe takiya kaun kartā hai

khulī chhat hai to phir barsāt bhī sāmnā hogā

hamesha dhup ki chadar pe takiya kaun karta hai

khuli chhat hai to phir barsat ka bhi samna hoga

  • Share this

ḳhud mire aañsū chamak rakhte haiñ gauhar tarah

merī chashm-e-ārzū meñ māh-o-aḳhtar kuchh nahīñ

KHud mere aansu chamak rakhte hain gauhar ki tarah

meri chashm-e-arzu mein mah-o-aKHtar kuchh nahin

  • Share this

mat baiTh āshiyāñ meñ paroñ ko sameT kar

kar hausla kushāda fazā meñ uḌaan

mat baiTh aashiyan mein paron ko sameT kar

kar hausla kushada faza mein uDan ka

  • Share this

mujh ko shauq-e-justujū-e-kā.enāt

ḳhaak se 'ādil' ḳhalā tak le gayā

mujh ko shauq-e-justuju-e-kaenat

KHak se 'adil' KHala tak le gaya

  • Share this

BOOKS 1

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now