Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Mahmooda Akhtar Mahmooda

Sher of Mahmooda Akhtar Mahmooda

mausam bahār hai chaman par bahār hai

bulbul fidā-e-gul hai guloñ par nikhār hai

mausam bahaar ka hai chaman par bahaar hai

bulbul fida-e-gul hai gulon par nikhaar hai

mīlād-e-shah din hai ki ye roz-e-īd hai

ik bāda-ḳhvār sabā meñ ḳhumār hai

milad-e-shah ka din hai ki ye roz-e-id hai

ek baada-KHwar ka sa saba mein KHumar hai

bulbul chahak ke kahtī hai muddat ke ba.ad phir

gulshan meñ aaj āmad-e-fasl-e-bahār hai

bulbul chahak ke kahti hai muddat ke baad phir

gulshan mein aaj aamad-e-fasl-e-bahaar hai

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now