Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal 5
Sher-o-Shayari 8
ḳhudā ke vāste is ko na Toko
yahī ik shahr meñ qātil rahā hai
KHuda ke waste is ko na Toko
yahi ek shahr mein qatil raha hai
-
Share this
- See Ghazal
ye hasrat rah ga.ī kyā kyā maze se zindagī karte
agar hotā chaman apnā gul apnā bāġhbāñ apnā
ye hasrat rah gai kya kya maze se zindagi karte
agar hota chaman apna gul apna baghban apna
-
Share this
- See Ghazal
ye dil kab ishq ke qābil rahā hai
kahāñ is ko dimāġh o dil rahā hai
TRANSLATION
Worthy of love has this heart ever been?
Possessor of mind and heart has it ever been?
Sagar Akbarabadi
ye dil kab ishq ke qabil raha hai
kahan is ko dimagh o dil raha hai
TRANSLATION
Worthy of love has this heart ever been?
Possessor of mind and heart has it ever been?
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
jo tū ne kī so dushman bhī nahīñ dushman se kartā hai
ġhalat thā jānte the tujh ko jo ham mehrbāñ apnā
jo tu ne ki so dushman bhi nahin dushman se karta hai
ghalat tha jaante the tujh ko jo hum mehrban apna
-
Share this
- See Ghazal
BOOKS 10
Image Shayari 2
chalii ab gul ke haatho.n se luTaa kar kaarvaa.n apnaa na chho.Daa haa.e bulbul ne chaman me.n kuchh nishaa.n apnaa ye hasrat rah ga.ii kyaa kyaa maze se zindagii karte agar hotaa chaman apnaa gul apnaa baaGbaa.n apnaa alam se yaa.n talak ro.ii.n ki aaKHir ho ga.ii.n rusvaa Dubaayaa haa.e aa.nkho.n ne mizha kaa KHaandaa.n apnaa raqiibaa.n kii na kuchh taqsiir saabit hai na KHuubaa.n kii mujhe naahaq sataataa hai ye ishq-e-bad-gumaa.n apnaa miraa jii jaltaa hai us bulbul-e-bekas kii Gurbat par ki jin ne aasre par gul ke chho.Daa aashiyaa.n apnaa jo tuu ne kii so dushman bhii nahii.n dushman se kartaa hai Galat thaa jaante the tujh ko jo ham mehrbaa.n apnaa ko.ii aazurda kartaa hai sajan apne ko he zaalim ki daulat-KHvaah apnaa 'maz.har' apnaa 'jaan-e-jaa.n' apnaa