Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Meer Ziauddin Zia

- 1780

Meer Ziauddin Zia

Ghazal 1

 

Sher-o-Shayari 4

kaun se zaḳhm khulā Tāñkā

aaj phir dil meñ dard hotā hai

kaun se zaKHm ka khula Tanka

aaj phir dil mein dard hota hai

  • Share this

bhuul kar bhī kabhī na yaad kiyā

ham tire se aise bhuul ga.e

bhul kar bhi kabhi na yaad kiya

hum tere ji se aise bhul gae

  • Share this

rusvā.iyoñ apnī mujhe kuchh havas nahīñ

nāseh pa kyā karūñ ki mirā dil pe bas nahīñ

ruswaiyon ki apni mujhe kuchh hawas nahin

naseh pa kya karun ki mera dil pe bas nahin

  • Share this

jam.a kar ke dard saare ne paidā dil kiyā

kah ai dast-e-qazā is se kyā hāsil kiyā

jama kar ke dard sare tu ne paida dil kiya

kah tu ai dast-e-qaza is se kya hasil kiya

  • Share this

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now