Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Mirza Ehsan Beg

Azamgarh, India

Mirza Ehsan Beg

Sher-o-Shayari 3

kuchh nahīñ iḳhtiyār meñ phir bhī

har ḳhatā merī har qusūr mirā

kuchh nahin iKHtiyar mein phir bhi

har KHata meri har qusur mera

  • Share this

bahut latīf haiñ kaifiyyateñ mohabbat

vo bul-havas hai jo kartā hai jaib o dāman chaak

bahut latif hain kaifiyyaten mohabbat ki

wo bul-hawas hai jo karta hai jaib o daman chaak

  • Share this

us āstāñ pe sajda bhī kuchh rahā na hosh

allāh-re iztirāb jabīn-e-niyāz

us aastan pe sajda ka bhi kuchh raha na hosh

allah-re iztirab jabin-e-niyaz ka

  • Share this
 

More Poets From "Azamgarh"

Recitation

Speak Now