aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Bhopal, India
navāzish par haiñ maa.il vo karam-nā-āshnā nazreñ
niyāz-e-ishq kaam aa hī gayā hañgām-e-nāz āḳhir
nawazish par hain mail wo karam-na-ashna nazren
niyaz-e-ishq kaam aa hi gaya hangam-e-naz aaKHir
maiñ ab huuñ ġharq-e-jalva yā ki ḳhud huuñ sāhib-e-jalva
huā hai chashm-e-nazzāra ko mushkil imtiyāz āḳhir
main ab hun gharq-e-jalwa ya ki KHud hun sahib-e-jalwa
hua hai chashm-e-nazzara ko mushkil imtiyaz aaKHir
Kalam-e-Razmi
1996
Majmua Saadat
1890
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books