Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Mustafa Khan Yakrang

- 1737 | Lucknow, India

Sher of Mustafa Khan Yakrang

kyā jāniye ki vasl tirā kis ko ho nasīb

ham to tire firāq meñ ai yaar mar ga.e

kya jaaniye ki wasl tera kis ko ho nasib

hum to tere firaq mein ai yar mar gae

na kaho ye ki yaar jaatā hai

merā sabr-o-qarār jaatā hai

na kaho ye ki yar jata hai

mera sabr-o-qarar jata hai

jigar kisī jale dil jale dimāġh jale

vo kah ga.e haiñ ki ā.eñge ham charāġh jale

jigar kisi ka jale dil jale dimagh jale

wo kah gae hain ki aaenge hum charagh jale

Recitation

Speak Now