Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Narjis Afroz Zaidi's Photo'

Narjis Afroz Zaidi

1964 | Peshawar, Pakistan

Sher of Narjis Afroz Zaidi

sunā hai phuul jhaḌe the jahāñ tire lab se

vahāñ bahār utartī hai roz shaam ke saath

suna hai phul jhaDe the jahan tere lab se

wahan bahaar utarti hai roz sham ke sath

tire ḳhayāl se raushan hai sar-zamīn-e-suḳhan

ki jaise zīnat-e-shab ho mah-e-tamām ke saath

tere KHayal se raushan hai sar-zamin-e-suKHan

ki jaise zinat-e-shab ho mah-e-tamam ke sath

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now