aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1928 - 2002
din to phir din hai guzar jaatā hai
raat kaTtī hai baḌī mushkil se
din to phir din hai guzar jata hai
raat kaTti hai baDi mushkil se
hamīñ pe ḳhatm na kījiye shikāyat-e-daurāñ
jo chal paḌī hai to phir duur tak ye baat chale
hamin pe KHatm na kijiye shikayat-e-dauran
jo chal paDi hai to phir dur tak ye baat chale
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books