Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal 51
Nazm 1
Sher-o-Shayari 2
raat hai chāñd hai sitāre haiñ
be-sahāroñ ke sau sahāre haiñ
raat hai chand hai sitare hain
be-sahaaron ke sau sahaare hain
- Add to favorites
-
Share this
ye manzil-e-haq ke dīvāno kuchh soch karo kuchh kar guzro
kyā jaane kab kyā kar guzre ye vaqt kā rāvan kyā kahiye
ye manzil-e-haq ke diwano kuchh soch karo kuchh kar guzro
kya jaane kab kya kar guzre ye waqt ka rawan kya kahiye
- Add to favorites
-
Share this
- See Ghazal