Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Pragya Sharma's Photo'

Pragya Sharma

1981

Pragya Sharma

Ghazal 15

Sher-o-Shayari 3

maiñ bhuul jā.ūñ tujhe maiñ intizār karūñ

apne jaane se pahle mujhe batā kar

main bhul jaun tujhe ya main intizar karun

tu apne jaane se pahle mujhe bata kar ja

dekh kar sitāroñ ko mujh ko to ye lagtā hai

duur āsmānoñ meñ cigaretteñ sulagtī haiñ

dekh kar sitaron ko mujh ko to ye lagta hai

dur aasmanon mein cigaretten sulagti hain

  • Share this

ishq kyā hai bas isī ehsās to naam hai

aag mahsūs honā haath jal jaane ke baa'd

ishq kya hai bas isi ehsas ka to nam hai

aag ka mahsus hona hath jal jaane ke ba'd

  • Share this
 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now