Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Rajendra Nath Rahbar's Photo'

Rajendra Nath Rahbar

1931 | Pathankot, India

Writer of famous Nazm' Tere khusbu mein base khat main jalata kaise' sung by Jagjit Singh.

Writer of famous Nazm' Tere khusbu mein base khat main jalata kaise' sung by Jagjit Singh.

Rajendra Nath Rahbar

Ghazal 12

Nazm 4

 

Sher-o-Shayari 4

kahīñ zamīñ se ta.alluq na ḳhatm ho jaa.e

bahut na ḳhud ko havā meñ uchhāliye sāhib

kahin zamin se talluq na KHatm ho jae

bahut na KHud ko hawa mein uchhaaliye sahib

  • Share this

ek din bhīge the barsāt meñ ham tum donoñ

ab jo barsāt meñ bhīgoge to yaad ā.ūñgā

ek din bhige the barsat mein hum tum donon

ab jo barsat mein bhigoge to yaad aaunga

baiThe raho kuchh der abhī aur muqābil

armān abhī dil ke hamāre nahīñ nikle

baiThe raho kuchh der abhi aur muqabil

arman abhi dil ke hamare nahin nikle

maiñ thā kisī yaad thī jām-e-sharāb thā

ye vo nashist thī jo sahar tak jamī rahī

main tha kisi ki yaad thi jam-e-sharab tha

ye wo nashist thi jo sahar tak jami rahi

BOOKS 6

 

Image Shayari 1

 

Videos 4

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other
Dil Ko Jahan Bhar Ke Muhabbat Mein Gham Mile

Unknown

aaina saamne rakhoge to yaad aaunga

Jagjit Singh

tere khushboo me base khat

pyaar kii aaKHirii puu.njii bhii luTaa aayaa huu.n Jagjit Singh

Audios 3

aa.ina saamne rakhoge to yaad aa.uu.ngaa

shaam kaThin hai raat ka.Dii hai

tere KHushbuu me.n base KHat

Recitation

 

RELATED Poets

More Poets From "Pathankot"

 

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now