Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Rauf Raheem's Photo'

Rauf Raheem

1954 | Hyderabad, India

Rauf Raheem

Ghazal 2

 

Sher-o-Shayari 4

millat aabrū ko milātā hai ḳhaak meñ

leader hamārā kitnā baḌā ḳhāksār hai

millat ki aabru ko milata hai KHak mein

leader hamara kitna baDa KHaksar hai

  • Share this

apne ustād ke sheroñ tiyā pāñcha kiyā

ai rahīm aap ke fan meñ ye kamāl achchhā hai

apne ustad ke sheron ka tiya pancha kiya

ai rahim aap ke fan mein ye kamal achchha hai

  • Share this

nurse ko dekh ke aa jaatī hai muñh pe raunaq

vo samajhte haiñ ki bīmār haal achchhā hai

nurse ko dekh ke aa jati hai munh pe raunaq

wo samajhte hain ki bimar ka haal achchha hai

  • Share this

na harām achchhā hai yaaro na halāl achchhā hai

khā ke pach jaa.e jo ham ko vahī maal achchhā hai

na haram achchha hai yaro na halal achchha hai

kha ke pach jae jo hum ko wahi mal achchha hai

  • Share this

Mazahiya 26

BOOKS 13

More Poets From "Hyderabad"

Recitation

Speak Now