Rauf Raza
Ghazal 15
Sher-o-Shayari 4
vo ye kahte haiñ sadā ho to tumhāre jaisī
is kā matlab to yahī hai ki pukāre jaao
wo ye kahte hain sada ho to tumhaare jaisi
is ka matlab to yahi hai ki pukare jao
-
Share this
- See Ghazal
jo bhī kuchh achchhā burā honā hai jaldī ho jaa.e
shahr jaage yā mirī niind hī gahrī ho jaa.e
TRANSLATION
Whatever is to happen should happen soon, good or bad either,
The city may awake, or else I may have a deep slumber.
Sagar Akbarabadi
jo bhi kuchh achchha bura hona hai jaldi ho jae
shahr jage ya meri nind hi gahri ho jae
TRANSLATION
Whatever is to happen should happen soon, good or bad either,
The city may awake, or else I may have a deep slumber.
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
Image Shayari 2
qariib bhii to nahii.n ho ki aa ke so jaa.o sitaaro.n jaa.o kahii.n aur jaa ke so jaa.o thakan zaruurii nahii.n raat bhii zaruurii nahii.n ko.ii hasiin bahaana banaa ke so jaa.o kahaaniyaa.n thii vo raate.n kahaaniyaa.n the vo log charaaG gul karo aur bujh-bujhaa ke so jaa.o tariiq-e-kaar badalne se kuchh nayaa hogaa jo duur hai use nazdiik laa ke so jaa.o KHasaare jitne hu.e hai.n vo jaagne se hu.e so har taraf se sadaa hai ke jaa ke so jaa.o ye kaar-e-sher bhii ik kaar-e-KHair jaisaa hai ke taaq taaq jalo lau ba.Dhaa ke so jaa.o udaas rahne kii aadat bahut burii hai tumhe.n latiife yaad karo ha.ns-ha.nsaa ke so jaa.o
isii bikhre hu.e lahje pe guzaare jaa.o varna mumkin hai ki chup rahne se maare jaa.o Duubnaa hai to chhalaktii hu.ii aa.nkhe.n Dhuu.nDho yaa kisii Duubte dariyaa ke kinaare jaa.o vo ye kahte hai.n sadaa ho to tumhaare jaisii is kaa matlab to yahii hai ki pukaare jaa.o tum hii kahte the 'razaa' farq-e-du.ii KHatm karo jaa.o ab apnii hii tasviir nihaare jaa.o