Sher of Sabir Jalalabadi
tū mujhe apnā banā yā na banā terī ḳhushī
tū zamāne meñ mire naam se badnām to hai
tu mujhe apna bana ya na bana teri KHushi
tu zamane mein mere nam se badnam to hai
raaz kī bāteñ likhī aur ḳhat khulā rahne diyā
jaane kyuuñ rusvā.iyoñ kā silsila rahne diyā
TRANSLATION
Wrote secrets but open the letter remained,
Don’t know why chain of infamy she retained.
Sagar Akbarabadi
raaz ki baaten likhi aur KHat khula rahne diya
jaane kyun ruswaiyon ka silsila rahne diya
TRANSLATION
Wrote secrets but open the letter remained,
Don’t know why chain of infamy she retained.
Sagar Akbarabadi