aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1964 | Karachi, Pakistan
ḳhud apne-āp se milne kī ḳhātir
abhī kosoñ mujhe chalnā paḌegā
KHud apne-ap se milne ki KHatir
abhi koson mujhe chalna paDega
ek āvāz maiñ ne sunī thī abhī kaun bolā thā ye to ḳhabar hī nahīñ
ye ta.alluq zarūrī hai kis ne kahā vo bhī ḳhāmosh thā maiñ bhī ḳhāmosh thī
ek aawaz main ne suni thi abhi kaun bola tha ye to KHabar hi nahin
ye talluq zaruri hai kis ne kaha wo bhi KHamosh tha main bhi KHamosh thi
maiñ ne kahā thā mujh ko añdhere kā ḳhauf hai
us ne ye sun ke aaj mirā ghar jalā diyā
main ne kaha tha mujh ko andhere ka KHauf hai
us ne ye sun ke aaj mera ghar jala diya
jazboñ par jab barf jame to jiinā mushkil hotā hai
dil ke ātish-dān meñ thoḌī aag jalānī paḌtī hai
jazbon par jab barf jame to jina mushkil hota hai
dil ke aatish-dan mein thoDi aag jalani paDti hai
mujh ko us ke nahīñ ḳhud mere havāle karte
kam se kam ye to mire chāhne vaale karte
mujh ko us ke nahin KHud mere hawale karte
kam se kam ye to mere chahne wale karte
Dosheeza Jild 20 Sh. 11 Nov. 1992
Shumara Number-011
1992
Dosheeza Jild 20 Sh. 8 Aug. 1992
Shumara Number-008
Dosheeza Jild.20 No.6-7 June-July 1992
006,007
Dosheezah Jild 20 Shumara 10 Oct 1992
Shumara Number-010
Dosheezah Jild 20 Shumara 9 Sep 1992
Shumara Number-009
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books