Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shaad Fidai Dehlvi's Photo'

Shaad Fidai Dehlvi

1925

Shaad Fidai Dehlvi

Ghazal 12

Sher-o-Shayari 8

azīzo zindagī talḳhiyoñ se maiñ to baaz aaya

rafīqo aur jiine duā se choT lagtī hai

azizo zindagi ki talKHiyon se main to baz aaya

rafiqo aur jine ki dua se choT lagti hai

ham apnī hājatoñ ġhulāmī meñ aa ga.e

zindāñ bandishoñ se nikalnā na aa sakā

hum apni hajaton ki ghulami mein aa gae

zindan ki bandishon se nikalna na aa saka

jin ke āñgan meñ nahīñ koī bhī rone vaalā

un gharoñ se bhī guzartā hai khilaune vaalā

jin ke aangan mein nahin koi bhi rone wala

un gharon se bhi guzarta hai khilaune wala

merī har shab isī ummīd meñ kaT jaatī hai

vo abhī aaya abhī merā muqaddar jaagā

meri har shab isi ummid mein kaT jati hai

wo abhi aaya abhi mera muqaddar jaga

tujhe bhulā ke bhī sadiyāñ bhulā nahīñ saktīñ

magar ye shart hai ḳhud meñ kamāl paidā kar

tujhe bhula ke bhi sadiyan bhula nahin saktin

magar ye shart hai KHud mein kamal paida kar

BOOKS 1

 

Recitation

Speak Now