Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shahid Latif's Photo'

Shahid Latif

1967 | Mumbai, India

Shahid Latif

Ghazal 10

Sher-o-Shayari 3

raat ke dāman meñ chāñd bhī haiñ taare bhī

raat qismat hai be-charāġh honā bhī

raat hi ke daman mein chand bhi hain tare bhi

raat hi ki qismat hai be-charagh hona bhi

koī lahja koī jumla koī chehra nikal aayā

purāne taaq ke sāmān se kyā kyā nikal aayā

koi lahja koi jumla koi chehra nikal aaya

purane taq ke saman se kya kya nikal aaya

  • Share this

sharīf log kahāñ jaa.eñ kyā kareñ āḳhir

zamīñ chīḳhtī phirtī hai āsmāñ chup-chāp

sharif log kahan jaen kya karen aaKHir

zamin chiKHti phirti hai aasman chup-chap

  • Share this
 

More Poets From "Mumbai"

Recitation

Speak Now