Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Shakeel Ahmad Ziya

1921 - 1999 | Karachi, Pakistan

Sher of Shakeel Ahmad Ziya

tirā tazkira kare har shaḳhs

koī ham se guftugū na kare

ya tera tazkira kare har shaKHs

ya koi hum se guftugu na kare

aap ke qurb se pahle mujhe ma.alūm na thā

zindagī itnī dil-āvez bhī ho saktī hai

aap ke qurb se pahle mujhe malum na tha

zindagi itni dil-awez bhi ho sakti hai

kyā lutf-e-kalām fāsloñ se

siine se lago to baat hogī

kya lutf-e-kalam faslon se

sine se lago to baat hogi

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now