Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Siraj Faisal Khan's Photo'

Siraj Faisal Khan

1991 | Shahjahanpur, India

Famous for poetry on love, pain, and contemporary sensibility

Famous for poetry on love, pain, and contemporary sensibility

Siraj Faisal Khan

Ghazal 18

Nazm 24

Sher-o-Shayari 34

chāñd baiThā huā hai pahlū meñ

qatra qatra pighal rahā huuñ maiñ

chand baiTha hua hai pahlu mein

qatra qatra pighal raha hun main

  • Share this

jaise dekhā ho āḳhirī sapnā

raat itnī udaas thiiñ āñkheñ

jaise dekha ho aaKHiri sapna

raat itni udas thin aankhen

  • Share this

ḳhauf aatā hai apne saa.e se

hijr ke kis maqām par huuñ maiñ

KHauf aata hai apne sae se

hijr ke kis maqam par hun main

  • Share this

khulī āñkhoñ se bhī soyā huuñ aksar

tumhārā rāsta taktā huā maiñ

khuli aankhon se bhi soya hun aksar

tumhaara rasta takta hua main

tum us ko bulandī se girāne meñ lage ho

tum us ko nigāhoñ se girā kyuuñ nahīñ dete

tum us ko bulandi se girane mein lage ho

tum us ko nigahon se gira kyun nahin dete

  • Share this

More Poets From "Shahjahanpur"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now