aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1934 - 1992
yaḳh-basta ho chukī haiñ umīdoñ kī bastiyāñ
in meñ tire badan kī harārat kahāñ se laa.eñ
yaKH-basta ho chuki hain umidon ki bastiyan
in mein tere badan ki hararat kahan se laen
tishna-labī rahīn-e-mai-e-talḳh hai to kyā
shīrīni-e-hayāt kī lazzat kahāñ se laa.eñ
tishna-labi rahin-e-mai-e-talKH hai to kya
shirini-e-hayat ki lazzat kahan se laen
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books