mujh ko chhaa.nv me.n rakhaa aur KHud bhii vo jaltaa rahaa
palko.n kii had ko to.D ke daaman pe aa giraa
jin ke kirdaar se aatii ho sadaaqat kii mahak
us mulk kii sarhad ko ko.ii chhuu nahii.n saktaa
jo ek lafz kii KHushbuu na rakh sakaa mahfuuz
mil ke hotii thii kabhii eid bhii diivaalii bhii
dekhaa hilaal-e-iid to tum yaad aa ga.e
sarhade.n rok na paa.e.ngii kabhii rishto.n ko
tamaashaa dekh rahe the jo Duubne kaa mire
jaan lenii thii saaf kah dete
diivaare.n chhoTii hotii thii.n lekin parda hotaa thaa
chehra khulii kitaab hai unvaan jo bhii do
hamaare baa'd a.ndheraa rahegaa mahfil me.n
jo ek lafz kii KHushbuu na rakh sakaa mahfuuz
patthar hai tere haath me.n yaa ko.ii phuul hai
tum miTaa sakte nahii.n dil se miraa naam kabhii
piitaa huu.n jitnii utnii hii ba.Dhtii hai tishnagii
tum samundar kii baat karte ho
zaraa Thahro hame.n bhii saath le lo kaarvaa.n vaalo
mai.n apne saath rahtaa huu.n hamesha
jo jalaataa hai kisii ko KHud bhii jaltaa hai zaruur
ham KHudaa ke kabhii qaa.il hii na the
sunte hai.n KHushii bhii hai zamaane me.n ko.ii chiiz
raat KHvaab me.n mai.n ne apnii maut dekhii thii
zindagii yuu.nhii bahut kam hai mohabbat ke liye
aataa hai yahaa.n sab ko bulandii se giraanaa
aataa hai yahaa.n sab ko bulandii se giraanaa
na ko.ii ranj kaa lamha kisii ke paas aa.e
Recitation
join rekhta family!
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.