Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Waheed Allahabadi's Photo'

Waheed Allahabadi

1829 - 1892 | Allahabad, India

Sher of Waheed Allahabadi

ab bhī aa jaate to rah jaatī hamārī zindagī

baad marne ke agar ḳhat javāb aayā to kyā

even now if it did come my life would then sustain

if after I am gone the letter comes would be in vain

ab bhi aa jate to rah jati hamari zindagi

baad marne ke agar KHat ka jawab aaya to kya

even now if it did come my life would then sustain

if after I am gone the letter comes would be in vain

kuchh kah ke us ne phir mujhe dīvāna kar diyā

itnī baat thī jise afsāna kar diyā

kuchh kah ke us ne phir mujhe diwana kar diya

itni si baat thi jise afsana kar diya

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now