Wahid Premi's Photo'

Wahid Premi

1938 - 1993 | Madhya Pradesh, India

Ghazal 11

Sher 28

kisī ko be-sabab shohrat nahīñ miltī hai ai 'vāhid'

unhīñ ke naam haiñ duniyā meñ jin ke kaam achchhe haiñ

kisi ko be-sabab shohrat nahin milti hai ai 'wahid'

unhin ke nam hain duniya mein jin ke kaam achchhe hain

 • Share this

gul ġhunche āftāb shafaq chāñd kahkashāñ

aisī koī bhī chiiz nahīñ jis meñ na ho

gul ghunche aaftab shafaq chand kahkashan

aisi koi bhi chiz nahin jis mein tu na ho

 • Share this

merī dīvāngī-e-ishq hai ik dars-e-jahāñ

mere girne se bahut log sambhal jaate haiñ

meri diwangi-e-ishq hai ek dars-e-jahan

mere girne se bahut log sambhal jate hain

 • Share this

E-BOOKS 4

Fikr-e-Nau

 

1984

Gul-e-Nau

 

1967

Gul-e-Nau

 

1967

Wahid Premi: Shakhsiyyat Aur Fan

 

2016

 

More Poets From "Madhya Pradesh"

 • Jyoti Azad Khatri Jyoti Azad Khatri
 • Shahzad Anjum Burhani Shahzad Anjum Burhani
 • Atul Ajnabi Atul Ajnabi
 • Aqeel Jamid Aqeel Jamid
 • Mohammad Saeed Razmi Mohammad Saeed Razmi
 • Dilkash Sagari Dilkash Sagari
 • Sahar Bhopali Sahar Bhopali
 • Parveen Kaif Parveen Kaif
 • Abid Akhtar Abid Akhtar
 • Naseer Parwaz Naseer Parwaz

Added to your favorites

Removed from your favorites