Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Wakil Akhtar's Photo'

Wakil Akhtar

1936 - 1971 | Kolkata, India

Wakil Akhtar

Ghazal 10

Sher-o-Shayari 3

us shaḳhs ke ġham koī andāza lagā.e

jis ko kabhī rote hue dekhā na kisī ne

us shaKHs ke gham ka koi andaza lagae

jis ko kabhi rote hue dekha na kisi ne

  • Share this

jhuk ke jo aap se miltā hogā

us qad aap se ūñchā hogā

jhuk ke jo aap se milta hoga

us ka qad aap se uncha hoga

kisī sūrat koī sūrat nikālo

mujhe be-maut marne se bachā lo

kisi surat koi surat nikalo

mujhe be-maut marne se bacha lo

  • Share this
 

BOOKS 1

 

More Poets From "Kolkata"

Recitation

Speak Now