aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
ḳhayāl-e-va.ada tirā bas-ki shab nazar meñ rahā
tamām raat mirā jī sadā-e-dar meñ rahā
KHayal-e-wada tera bas-ki shab nazar mein raha
tamam raat mera ji sada-e-dar mein raha
sab se milte to ho zāhir meñ ye dhaḌkā hai mujhe
kahīñ mujh sā na koī aur giraftār mile
sab se milte to ho zahir mein ye dhaDka hai mujhe
kahin mujh sa na koi aur giraftar mile
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books