Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Yasir Tahsin

Delhi, India

Yasir Tahsin

Ghazal 7

Sher-o-Shayari 24

daġhā se baaz aao miir 'jā'far'

hamāre log maare rahe haiñ

dagha se baz aao mir 'ja'far'

hamare log mare ja rahe hain

  • Share this

jo tum na hogī to dil havelī sarā.e hogī

sarā.e jis meñ hasīn chehre rukā kareñge

jo tum na hogi to dil haweli sarae hogi

sarae jis mein hasin chehre ruka karenge

  • Share this

pahle ik jhūTe ġham meñ miT jaane nāTak rach

phir duniyā ko kar batlā kitne dukh meñ hai

pahle tu ek jhuTe gham mein miT jaane ka naTak rach

phir duniya ko ja ja kar batla tu kitne dukh mein hai

  • Share this

us ne din jaldī Dhalne ḳhvāhish

dhartī ne raftār baḌhā gardish

us ne din jaldi Dhalne ki KHwahish ki

dharti ne raftar baDha di gardish ki

  • Share this

zindagī rā.egāñ ga.ī merī

us galī se dukāñ ga.ī merī

zindagi raegan gai meri

us gali se dukan gai meri

  • Share this

More Poets From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now