Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ajmal Siraj's Photo'

Ajmal Siraj

1968 - 2024 | Karachi, Pakistan

A prominent ghazal poet from Pakistan, known for his novel perception of human emotions

A prominent ghazal poet from Pakistan, known for his novel perception of human emotions

Ajmal Siraj

Ghazal 25

Sher-o-Shayari 22

bas ek shaam har shaam intizār rahā

magar vo shaam kisī shaam bhī nahīñ aa.ī

bas ek sham ka har sham intizar raha

magar wo sham kisi sham bhi nahin aai

  • Share this

us ne pūchā thā kyā haal hai

aur maiñ sochtā rah gayā

us ne pucha tha kya haal hai

aur main sochta rah gaya

ye udāsī sabab pūchhne vaale 'ajmal'

kyā kareñge jo udāsī sabab batlāyā

ye udasi ka sabab puchhne wale 'ajmal'

kya karenge jo udasi ka sabab batlaya

maiñ ne ai dil tujhe siine se lagāyā huā hai

aur hai ki mirī jaan ko aayā huā hai

main ne ai dil tujhe sine se lagaya hua hai

aur tu hai ki meri jaan ko aaya hua hai

kisī ke hijr meñ jiinā muhāl ho gayā hai

kise batā.eñ hamārā jo haal ho gayā hai

kisi ke hijr mein jina muhaal ho gaya hai

kise bataen hamara jo haal ho gaya hai

BOOKS 1

 

Videos 8

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Ajmal Siraj

pesh jo aayaa sar-e-saahil shab batlaayaa

Ajmal Siraj

bujh gaya raat wo sitara bhi

Ajmal Siraj

bujh gayaa raat vo sitaaraa bhii

Ajmal Siraj

bujh gayaa raat vo sitaaraa bhii

Ajmal Siraj

deewar yaad aa gai dar yaad aa gaya

Ajmal Siraj

ghoom phir kar isi kooche ki taraf aayenge

Ajmal Siraj

hum apne aap me rehte hain dum ba dum jaise

Ajmal Siraj

pesh jo aaya sar e sahil shab batlaya

Ajmal Siraj

Audios 4

diivaar yaad aa ga.ii dar yaad aa gayaa

ghuum-phir kar isii kuuche kii taraf aa.e.nge

ham apne-aap me.n rahte hai.n dam me.n dam jaise

Recitation

RELATED publishers

More publishers From "Karachi"

 

Recitation

Speak Now