Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Kaifi Azmi's Photo'

Kaifi Azmi

1918 - 2002 | Mumbai, India

One of prominent progressive poets with popular appeal. Also film lyricist famous for his lyrics in films like Heer Ranjha, Kaghaz ke Phool etc.

One of prominent progressive poets with popular appeal. Also film lyricist famous for his lyrics in films like Heer Ranjha, Kaghaz ke Phool etc.

Kaifi Azmi

Ghazal 21

Nazm 43

Sher-o-Shayari 22

bas ik jhijak hai yahī hāl-e-dil sunāne meñ

ki terā zikr bhī aa.egā is fasāne meñ

bas ek jhijak hai yahi haal-e-dil sunane mein

ki tera zikr bhi aaega is fasane mein

  • Share this

jhukī jhukī nazar be-qarār hai ki nahīñ

dabā dabā sahī dil meñ pyaar hai ki nahīñ

jhuki jhuki si nazar be-qarar hai ki nahin

daba daba sa sahi dil mein pyar hai ki nahin

insāñ ḳhvāhishoñ koī intihā nahīñ

do gaz zamīñ bhī chāhiye do gaz kafan ke baad

insan ki KHwahishon ki koi intiha nahin

do gaz zamin bhi chahiye do gaz kafan ke baad

bastī meñ apnī hindū musalmāñ jo bas ga.e

insāñ shakl dekhne ko ham taras ga.e

basti mein apni hindu musalman jo bas gae

insan ki shakl dekhne ko hum taras gae

  • Share this

rahne ko sadā dahr meñ aatā nahīñ koī

tum jaise ga.e aise bhī jaatā nahīñ koī

rahne ko sada dahr mein aata nahin koi

tum jaise gae aise bhi jata nahin koi

  • Share this

BOOKS 37

Image Shayari 16

Videos 51

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
aurat

uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe Kaifi Azmi

Kaifi Azmi at a mushaira

Kaifi Azmi

KHaar-o-KHas to uThe.n raasta to chale

Kaifi Azmi

Nazm-Aazadi

Kaifi Azmi

Tribute to Guru Dutt by Kaifi Azmi

Kaifi Azmi

Zikr-e-Haq itna mukhasar bhi nahi - Kaifi Azmi

Kaifi Azmi

khaar o khaas to uthe raasta to chale

Kaifi Azmi

aadat

muddato.n mai.n ik andhe ku.e.n me.n asiir Kaifi Azmi

aadat

muddato.n mai.n ik andhe ku.e.n me.n asiir Kaifi Azmi

aaKHirii raat

chaa.nd TuuTaa pighal ga.e taare Kaifi Azmi

aurat

uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe Kaifi Azmi

bahruupnii

ek gardan pe saik.Do.n chehre Kaifi Azmi

doosra ban baas

raam ban-baas se jab lauT ke ghar me.n aa.e Kaifi Azmi

duusraa ban-baas

raam ban-baas se jab lauT ke ghar me.n aa.e Kaifi Azmi

ibn-e-maryam

tum KHudaa ho Kaifi Azmi

KHaar-o-KHas to uThe.n raasta to chale

Kaifi Azmi

kii hai ko.ii hasiin KHataa har KHataa ke saath

Kaifi Azmi

makaan

aaj kii raat bahut garm havaa chaltii hai Kaifi Azmi

suna karo meri jaan in se un se afsaane

Kaifi Azmi

vo bhii saraahne lage arbaab-e-fan ke ba.ad

Kaifi Azmi

wo bhi saraahne lage arbaab e fan ke baad

Kaifi Azmi

zindagii

aaj a.ndheraa mirii nas nas me.n utar jaa.egaa Kaifi Azmi

Audios 28

haath aa kar lagaa gayaa ko.ii

kahii.n se lauT ke ham la.Dkha.Daa.e hai.n kyaa kyaa

KHaar-o-KHas to uThe.n raasta to chale

Recitation

RELATED Blog

 

RELATED publishers

More publishers From "Mumbai"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now