wo hasab-e-shahr kar leta hai maslak mein bhi tabdili
vo hasab-e-shahr kar letā hai maslak meñ bhī tabdīlī
karachi meñ jo sunī hai vo pinDī meñ vahābī hai
pyaaz apnī vo le jaa.eñ suḳhan kī workshopoñ meñ
vo jin kī shā.erī ke ring piston meñ ḳharābī hai
ikaTThā kar na deñ jānāñ hameñ hālāt hī ik din
tumhāre paas taalā hai hamāre paas chābī hai
wo hasab-e-shahr kar leta hai maslak mein bhi tabdili
karachi mein jo suni hai wo pinDi mein wahabi hai
pyaz apni wo le jaen suKHan ki workshopon mein
wo jin ki shaeri ke ring piston mein KHarabi hai
ikaTTha kar na den jaanan hamein haalat hi ek din
tumhaare pas tala hai hamare pas chabi hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.