aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "शीशा"
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.ntum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
hu.ii is daur me.n mansuub mujh se baada-aashaamiiphir aayaa vo zamaana jo jahaa.n me.n jaam-e-jam nikle
miinaa-ba-miinaa mai-ba-mai jaam-ba-jaam jam-ba-jamnaaf-piyaale kii tire yaad ajab sahii ga.ii
dil to chamak sakegaa kyaa phir bhii taraash ke dekh le.nshiisha-giraan-e-shahr ke haath kaa ye kamaal bhii
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaarye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
kyaa bhalaa saaGar-e-sifaal ki hamnaaf-pyaale ko jaam kar rahe hai.n
phir dekhiye andaaz-e-gul-afshaanii-e-guftaarrakh de ko.ii paimaana-e-sahbaa mire aage
mere labo.n pe mohr thii par mere shiisha-ruu ne toshahr ke shahr ko miraa vaaqif-e-haal kar diyaa
kisii tarah to jame bazm mai-kade vaalonahii.n jo baada-o-saaGar to haav-huu hii sahii
hayaat-e-ishq kaa ik ik nafas jaam-e-shahaadat haivo jaan-e-naaz-bardaaraa.n ko.ii aasaan lete hai.n
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books