aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "lailaa"
hai vahii aariz-e-lailaa vahii shiirii.n kaa dahannigah-e-shauq gha.Dii bhar ko jahaa.n Thahrii hai
hu.aa rashk-e-lailaa kii furqat me.n majnuu.nmiraa haal aur qais kaa hai mutaabiq
mai.n majnuu.n dekhte hii mar gayaa is rashk-e-lailaa kokafan ke vaaste goyaa phaTaa thaa parda mahmil kaa
talaash us rashk-e-lailaa kii jo rahtii hai hame.n har-damusii se qais ke maanind vo viiraano.n me.n rahte hai.n
talaash ik rashk-e-lailaa kii hai aisii dasht-e-vahshat me.nki mujh ko har baguule par gumaa.n hotaa hai mahmil kaa
tire ai rashk-e-lailaa kyo.n na ho.n jinn-o-bashar aashiqbanaa hai parda-e-chashm-e-parii se parda mahmil kaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books