SEARCH RESULTS
Showing search results for "lailaa"
Nazm MATCHES FOR "lailaa"
Nazm
shikwa
dard-e-lailaa bhii vahii qais kaa pahluu bhii vahii
najd ke dasht o jabal me.n ram-e-aahuu bhii vahii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
vo bhii din the ki yahii maaya-e-raanaa.ii thaa
naazish-e-mausam-e-gul laala-e-sahraa.ii thaa
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
bazm-e-parvii.n thii nigaaho.n me.n kaniizo.n kaa hujuum
laila-e-naaz barafganda-naqaab aatii thii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
do ishq
chaahaa hai isii rang me.n lailaa-e-vatan ko
ta.Dpaa hai isii taur se dil us kii lagan me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHun phir KHun hai
mahmil-e-majlis-e-aqvaam kii lailaa se kaho
KHuun diivaana hai daaman pe lapak saktaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
nahii.n jo mahmil-e-lailaa-e-aarzuu sar-e-raah
to ab fazaa me.n fazaa ke sivaa kuchh aur nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
hitch-hiker
ek muddat hu.ii lailaa-e-vatan se bichh.De
ab bhii riste hai.n magar zaKHm puraane mere
Ahmad Faraz
Nazm
himala
laila-e-shab kholtii hai aa ke jab zulf-e-rasaa
daaman-e-dil khii.nchtii hai aabshaaro.n kii sadaa
Allama Iqbal
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
lailaa-e-vatan ke pairahan me.n
baaruud kii buu nahii.n rahegii
Ahmad Faraz
Nazm
aurat
gar hai cleopatra to siyaasat kii chale chaal
lailaa hai to kartii hai ye diivaana-o-bad-haal
Rahbar Jaunpuri
Nazm
ek naghma karbala-e-beirut ke liye
har Gaazii rashk-e-askandar
har duKHtar ham-sar-e-lailaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sajjad-zahir ke nam
na lailaa-e-suKHan kii dost-daarii
na Gam-haa-e-vatan par ashk-baarii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
us ne lailaa kii baate.n
havaa.o.n se baguulo.n se daraKHto.n se aur belo.n se
Vijay Sharma
Nazm
sanwli
ko.ii detaa hai laqab laila-e-be-mahmil kaa
ko.ii kahtaa hai tujhe pyaar se kaalii naagin