SEARCH RESULTS
Showing search results for "महरम"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "महरम"
Nazm
jawab-e-shikwa
aalim-e-kaif hai daanaa-e-rumuuz-e-kam hai
haa.n magar ijz ke asraar se naa-mahram hai
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dayaar-e-Gair me.n mahram agar nahii.n ko.ii
to 'faiz' zikr-e-vatan apne ruu-ba-ruu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "महरम"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
har ajnabii hame.n mahram dikhaa.ii detaa hai
jo ab bhii terii galii se guzarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarana-e-hindi
'iqbaal' ko.ii mahram apnaa nahii.n jahaa.n me.n
maaluum kyaa kisii ko dard-e-nihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
lenin
mahram nahii.n fitrat ke suruud-e-azlii se
biinaa-e-kavaakib ho ki daanaa-e-nabaataat
Allama Iqbal
Ghazal
sab raaz ta.ashshuq'' se bayaa.n hote the dil ke
pahle tire ik mahram-e-asraar hamii.n the