SEARCH RESULTS
Showing search results for "a.nkhaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "a.nkhaa.n"
Ghazal
sunaa hai hashr hai.n us kii Gazaal sii aa.nkhe.n
sunaa hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "a.nkhaa.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "a.nkhaa.n"
Ghazal
jis dilrubaa suu.n dil kuu.n mire ittihaad hai
diidaar us kaa merii a.nkhaa.n kii muraad hai
Wali Dakni
Ghazal
tumhe.n zaruur ko.ii chaahato.n se dekhegaa
magar vo aa.nkhe.n hamaarii kahaa.n se laa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
baar baar uThnaa usii jaanib nigaah-e-shauq kaa
aur tiraa Gurfe se vo aa.nkhe.n la.Daanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Nazm
raqib se!
kaarvaa.n guzre hai.n jin se usii raanaa.ii ke
jis kii in aa.nkho.n ne be-suud ibaadat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar