SEARCH RESULTS
Showing search results for "akkha.d"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "akkha.d"
Nazm
shikwa
Tal na sakte the agar jang me.n a.D jaate the
paa.nv shero.n ke bhii maidaa.n se ukha.D jaate the
Allama Iqbal
Ghazal
ra.ng ukha.D jaa.e to zaahir ho plastar kii namii
qahqaha khod ke dekho to tumhe.n aah mile
Umair Najmi
MORE MATCHES FOR "akkha.d"
Ghazal
shaguftagii kii tirii yaad jo dilaate hai.n
mai.n aise saare hii paudhe ukhaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
har saa.ns ukha.D jaane kii koshish me.n pareshaa.n
siine me.n ko.ii hai jo giraftaar bahut hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Liyaqat Ali Aasim
Hindi Ghazal
aa.ndhii me.n sirf ham hii ukha.D kar nahii.n gire
ham se ju.Daa hu.aa thaa ko.ii ek naam aur
Dushyant Kumar
Ghazal
nikle.nge kaam dil ke kuchh ab ahl-e-riish se
kuchh Dher kar chuke hai.n ye aage ukhaa.D kar
Meer Taqi Meer
Nazm
hinDola
shu.uur-e-hind ke bachpan kii yaadgaar-e-aziim
ki aise vaise taKHayyul kii saa.ns ukha.D jaa.e
Firaq Gorakhpuri
Mazahiya
aa.ii jo sub.h shaam ke naqshe biga.D ga.e
sarro.n se ham Gariibo.n ke stump ukha.D ga.e
Saghar Khayyami
Mazahiya
pedal se cycle ke jo paa.o.n ukha.D ga.e
ham jaa ke ek shoKH hasiina se la.D ga.e