SEARCH RESULTS
Showing search results for "azmat"
Sher MATCHES FOR "azmat"
Sher
Gam kii tauhiin na kar Gam kii shikaayat kar ke
dil rahe yaa na rahe azmat-e-Gam rahne de
Qamar Moradabadi
Sher
ab to insaan kii azmat bhii ko.ii chiiz nahii.n
log patthar ko KHudaa maan liyaa karte the
Shahzad Ahmad
Sher
mehnat se hai azmat ki zamaane me.n nagii.n ko
be-kaavish-e-siina na kabhii naamvarii dii
Bahadur Shah Zafar
Sher
manzil pe nazar aa.ii bahut duurii-e-manzil
be-saaKHta aane lage sab raah-numaa yaad
Azmat Abdul Qayyum Khan
Sher
tamiiz-e-KHvaab-o-haqiiqat hai shart-e-bedaarii
KHayaal-e-azmat-e-maazii ko chho.D haal ko dekh
Sikandar Ali Wajd
Sher
bahno.n kii mohabbat kii hai azmat kii alaamat
raakhii kaa hai tyauhaar mohabbat kii alaamat
Mustafa Akbar
Sher
Shibli Nomani
Sher
ye baat bhii hai ki tuu bhii nahii.n hai ab meraa
ye baat bhii hai ki tere sivaa nahii.n ko.ii
Azmat Abdul Qayyum Khan
Sher
kabhii yak-ba-yak tavajjoh kabhii daf.atan taGaaful
mujhe aazmaa rahaa hai ko.ii ruKH badal badal kar
Shakeel Badayuni
Sher
phirte hai.n 'miir' KHvaar ko.ii puuchhtaa nahii.n
is aashiqii me.n izzat-e-saadaat bhii ga.ii
Meer Taqi Meer
Sher
uruuj-e-maah ko insaa.n samajh gayaa lekin
hanuuz azmat-e-insaa.n se aagahii kam hai
Shahid Siddiqui
Sher
agarche roz miraa sabr aazmaataa hai
magar ye dariyaa mujhe tairnaa sikhaataa hai