SEARCH RESULTS
Showing search results for "azmat"
Ghazal MATCHES FOR "azmat"
Ghazal
mujh se lage hai.n ishq kii azmat ko chaar chaa.nd
KHud husn ko gavaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
aap kii nazro.n me.n suuraj kii hai jitnii azmat
ham charaaGo.n kaa bhii utnaa hii adab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
azmat-e-girya ko kotaah-nazar kyaa samjhe.n
ashk agar ashk na hotaa to sitaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
hame.n gavaah banaayaa hai vaqt ne apnaa
ba-naam-e-azmat-e-kirdaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
da.avo.n kii taraazuu me.n to azmat nahii.n tultii
fiite se to kirdaar ko naapaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
sazaa gunaaho.n kii denaa us ko zaruur lekin
vo aadmii hai tum us kii azmat ghaTaa na denaa
Qateel Shifai
Ghazal
KHaak hai.n ab tirii galiyo.n kii vo izzat vaale
jo tire shahr kaa paanii na piyaa karte the
Shahzad Ahmad
Ghazal
mehnat se hai azmat ki zamaane me.n nagii.n ko
be-kaavish-e-siina na kabhii naamvarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sharaab-e-ishq kii azmat se jo kare inkaar
vo paarsaa bhii agar ho to paarsaa na kaho
Shaer Fatahpuri
Ghazal
baaqii hai mere dil me.n abhii azmat-e-vajuud
qatre se kah rahaa huu.n ki dariyaa se bach ke chal