SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashm-e-shauq-e-sar-e-rahguzar"
Sher MATCHES FOR "chashm-e-shauq-e-sar-e-rahguzar"
Sher
kaun taaqo.n pe rahaa kaun sar-e-raahguzar
shahr ke saare charaaGo.n ko havaa jaantii hai
Ahmad Faraz
Sher
gard kii tarah sar-e-raahguzar baiThe hai.n
in dino.n aur hii andaaz-e-safar hai apnaa
Ahmad Sagheer Siddiqui
Sher
ik din vo mil ga.e the sar-e-rahguzar kahii.n
phir dil ne baiThne na diyaa umr bhar kahii.n
Ashk Rampuri
Sher
vahii qatra jo kabhii kunj-e-sar-e-chashm me.n thaa
ab jo phailaa hai to sailaab hu.aa jaataa hai
Kausar Mazhari
Sher
apne junuu.n-kade se nikaltaa hii ab nahii.n
saaqii jo mai-farosh sar-e-rahguzaar thaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Sher
ye kyaa tilism hai duniyaa pe baar guzrii hai
vo zindagii jo sar-e-rahguzaar guzrii hai
Syed Aabid Ali Aabid
Sher
vo log jo kabhii baahar na ghar se jhaa.nkte the
ye shab unhe.n bhii sar-e-rahguzaar le aa.ii
Rajinder Manchanda Bani
Sher
samajh ke karte hai.n baazaar me.n vo pursish-e-haal
ki ye kahe ki sar-e-rahguzar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
Figar Unnavi
Sher
Aslam Mahmood
Sher
bikhrii hu.ii ho zulf bhii is chashm-e-mast par
halkaa saa abr bhii sar-e-mai-KHaana chaahiye
Unknown
Sher
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
Ram Riyaz
Sher
jo shaiKH hai chaahe hai sar-e-rishta-e-islaam
qaa.em rahe tasbiih kaa ik taar na TuuTe
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Sher
Asrarul Haq Majaz
Sher
maqtal-e-shauq ke aadaab niraale hai.n bahut
dil bhii qaatil ko diyaa karte hai.n sar se pahle