SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashm-e-shauq-e-sar-e-rahguzar"
Nazm MATCHES FOR "chashm-e-shauq-e-sar-e-rahguzar"
Nazm
tinke ka sahaara
sar-e-rahguzar KHvaab saa ik makaa.n
kuchh dino.n se miraa raasta roktaa hai
Jalees Najeebabadi
Nazm
sar-e-rah-guzar
ik mauhuum saa kaashaana nazar aataa hai
ek maGmuum saa Gam-KHaana nazar aataa hai
Razia Rana
Nazm
KHak-e-dil
ye mire pyaar kaa madfan hii nahii.n hai tanhaa
dekh ik sham-e-sar-e-raah-guzar chaltii hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
hisab-e-shab
tamaam din kii thakan kaa ko.ii gavaah nahii.n
mujhe havaa-e-sar-e-rah-guzar pasand sahii
Sahar Ansari
Nazm
kai sad-hazar baras ke KHwab
ko.ii chashm-e-shauq ko vaaqiye
sar-e-raah ab bhii milaa nahii.n
Anjum Azmi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
kisii mahfil me.n saamnaa ho jaa.e
yaa sar-e-rahguzaar mil jaa.e
Saifuddin Saif
Nazm
inqalab
hujuum-e-shauq sar-e-rahguzaar kab se hai
guzar bhii jaa ki tiraa intizaar kab se hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
musafir
musaafir yuu.nhii giit gaa.e chalaa jaa
sar-e-rahguzar kuchh sunaa.e chalaa jaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
parda aur ismat
sar-e-rahguzar chhup-chhupaa kar guzarnaa
KHud apne hii jazbaat kaa KHuun karnaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek din yun KHizan aa gai
zard patte dilo.n ke sar-e-rahguzar
jis ne chaahaa vo guzraa unhe.n rau.nd kar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tere liye
dil aur chashm-e-shauq kii manzil ke darmiyaa.n
vaa he masarrato.n kaa dariicha tire liye
Jauhar Nizami
Nazm
KHizan ke git
abhii na sham.a bujhaa.o mire shabistaan kii
thakii sii aas sar-e-rahguzaar baaqii hai
Razia Rana
Nazm
if you call i will come
mai.n pahu.nch jaa.uu.n agar aap mujhe yaad kare.n
laakh taariikiyaa.n haa.il ho.n sar-e-raahguzar
Shameem Fatima Jafari
Nazm
faisla
KHvaab ke KHauf se sahmii hu.ii nii.nde.n aksar
aa.nkh se duur sar-e-raahguzar baiThtii hai.n