SEARCH RESULTS
Showing search results for "qasiide"
Sher MATCHES FOR "qasiide"
Sher
aiso.n vaiso.n ke qasiide nahii.n likkhe jaate
sher likh letaa huu.n sehre nahii.n likkhe jaate
Iftikhar Haidar
Sher
roz ik taaza qasiida na.ii tashbiib ke saath
rizq bar-haq hai ye KHidmat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Sher
Malikzaada Manzoor Ahmad
Sher
Josh Malihabadi
Sher
mai.n qasiida tiraa likkhuu.n to ko.ii baat nahii.n
par ko.ii duusraa dohraa.e to shak kartaa huu.n
Ahmad Kamal Parwazi
Sher
Dhalte suuraj kii tamaazat ne bikhar kar dekhaa
sar-kashiida miraa saayaa saf-e-ashjaar ke biich
Mohsin Naqvi
Sher
tamaam maz.har-e-fitrat tire Gazal-KHvaa.n hai.n
ye chaa.ndnii bhii tire jism kaa qasiida hai
Izhar Asar
Sher
marsiya huu.n mai.n Gulaamo.n kii KHush-ilhaamii kaa
shaah ke haq me.n qasiida nahii.n hone vaalaa
Khursheed Akbar
Sher
Mohammad Rafi Sauda
Sher
sochaa thaa aadmii kaa qasiida likhe.nge ham
matlaa kahaa hii thaa ki gadhaa yaad aa gayaa
Dilawar Figar
Sher
Aagha Akbarabadi
Sher
Ashar Najmi
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
Rashid Shahjahanpuri
Sher
kyaa jaane kyaa likhaa thaa use iztiraab me.n
qaasid kii laash aa.ii hai KHat ke javaab me.n
Momin Khan Momin
Sher
qaasid ke aate aate KHat ik aur likh rakhuu.n
mai.n jaantaa huu.n jo vo likhe.nge javaab me.n
Mirza Ghalib
Sher
Dagh Dehlvi
Sher
ek muddat se na qaasid hai na KHat hai na payaam
apne va.ade ko to kar yaad mujhe yaad na kar