SEARCH RESULTS
Showing search results for "qasiide"
Ghazal MATCHES FOR "qasiide"
Ghazal
qaasid-e-aashiq-e-saudaa-zada kyaa laa.e javaab
jab na maa'luum ho ghar aur na pataa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
is baar to aayaa thaa idhar qaasid-e-jaa.n KHud
sarkaar ko pahu.nchaa nahii.n paiGaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ne qaasid-e-KHayaal na paik-e-nazar gayaa
un tak mai.n apnii aap hii le kar KHabar gayaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
be-KHabar shauq se mere nahii.n vo nuur-e-nigaah
qaasid-e-ashk shab-o-roz vahaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zaa.e' na jaa.egii tirii mehnat kisii tarah
qaasid ajuura detaa huu.n chuTkii me.n thaam KHat
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
vo sub.h o shaam miTTii ke qasiide bhii sunaataa
aur us ne haath bhii Gaddaar par rakkhaa hu.aa thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
ab to ye rasm hai KHushbuu ke qasiide pa.Dhnaa
phuul gul-daan me.n kaaGaz ke sajaa.e rakhnaa
Anwar Masood
Ghazal
KHat likh ke ko.ii saada na us ko maluul ho
ham to huu.n bad-gumaan jo qaasid-e-rasuul ho
Meer Taqi Meer
Ghazal
qasiide pa.Dhtaa huu.n mai.n us kii dil-navaazii ke
zaliil kartaa hai aksar jo ghar bulaa ke mujhe
Pawan Kumar
Ghazal
aise pa.Dhtaa huu.n qasiide tirii raa'naa.ii ke
hai jo mahruum-e-nazar vo bhii saraapaa dekhe
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
haa.e laayaa na ko.ii qaasid-e-dilbar kaaGaz
ho gayaa Gam se hamaaraa tan-e-laaGar kaaGaz
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
'ra.iis' jur.at-e-iz.haar meraa virsa hai
qasiide mujh se kisii shaah ke likhe na ga.e
Raees Warsi
Ghazal
le jaa dil-e-betaab nishaanii mirii qaasid
siimaab se hai martaba-e-ishq KHabar laa