SEARCH RESULTS
Showing search results for "qasiide"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qasiide"
Ghazal
qaasid-e-aashiq-e-saudaa-zada kyaa laa.e javaab
jab na maa'luum ho ghar aur na pataa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
PAGE MATCHES FOR "qasiide"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qasiide"
Ghazal
is baar to aayaa thaa idhar qaasid-e-jaa.n KHud
sarkaar ko pahu.nchaa nahii.n paiGaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mai.n fursat tuu mirii masruufiyat hai
merii taqriir me.n tere qasiide
Chandra Shekhar Varma
Nazm
kuchh baaten
taaj-e-shaahii ke qasiide ho chuke
faaqa-kash jamhuur kii baate.n kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ne qaasid-e-KHayaal na paik-e-nazar gayaa
un tak mai.n apnii aap hii le kar KHabar gayaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
be-KHabar shauq se mere nahii.n vo nuur-e-nigaah
qaasid-e-ashk shab-o-roz vahaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zaa.e' na jaa.egii tirii mehnat kisii tarah
qaasid ajuura detaa huu.n chuTkii me.n thaam KHat



