SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaz-daa.n"
Sher MATCHES FOR "raaz-daa.n"
Sher
Mustafa Zaidi
Sher
zikr us parii-vash kaa aur phir bayaa.n apnaa
ban gayaa raqiib aaKHir thaa jo raaz-daa.n apnaa
Mirza Ghalib
Sher
ta.ajjub un ko hai kyuu.n merii KHud-kalaamii par
har aadmii kaa ko.ii raaz-daa.n zaruurii hai
Sagheer Malal
Sher
mere sanam-kade me.n ka.ii aur but bhii hai.n
ik merii zindagii ke tumhii.n raaz-daa.n nahii.n
Baqar Mehdi
Sher
nigaah-e-shauq agar dil kii tarjumaa.n ho jaa.e
to zarra zarra mohabbat kaa raaz-daa.n ho jaa.e
Haya Lakhnavi
Sher
Allama Iqbal
Sher
Unknown
Sher
Kaleem Ahmadabadi
Sher
aage ba.Dhe na qissa-e-ishq-e-butaa.n se ham
sab kuchh kahaa magar na khule raaz-daa.n se ham
Altaf Hussain Hali
Sher
Ghulam Husain Sajid
Sher
mai.n roz daana nahii.n Daaltaa parindo.n ko
ki bhuul jaa.uu.n to vo chhat pe baiThe rahte hai.n
Zahoor Chohan
Sher
raat din gardish me.n hai.n saat aasmaa.n
ho rahegaa kuchh na kuchh ghabraa.e.n kyaa