SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaz-daa.n"
Ghazal MATCHES FOR "raaz-daa.n"
Ghazal
T N Raaz
Ghazal
jab muKHaalif miraa raaz-daa.n ho gayaa
raaz-e-sar-basta sab par ayaa.n ho gayaa
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
haqiiqat kii merii tumhii.n raaz-daa.n ho
mai.n ik TuuTaa taara huu.n tum kahkashaa.n ho
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
ba-maslahat hii sahii raaz-daa.n zaruurii hai
rah-e-vafaa me.n ko.ii mehrbaa.n zaruurii hai
Tabassum Siddiqui
Ghazal
jab aashiqii me.n meraa ko.ii raaz-daa.n nahii.n
aisii lagii hai aag ki jis kaa dhu.aa.n nahii.n
Zahid Chaudhry
Ghazal
teraa nigaah-e-shauq ko.ii raaz-daa.n na thaa
aa.nkho.n ko varna jalva-e-jaanaa.n kahaa.n na thaa
Fani Badayuni
Ghazal
thaa ek raaz-daar-e-mohabbat se lutf-e-ziist
lekin vo raaz-daar-e-mohabbat kahaa.n milaa
Jameeluddin Aali
Ghazal
zamaane ne vo karvaT merii duniyaa badal Daalii
na ab hai raaz-daa.n ko.ii na ko.ii mehrbaa.n apnaa
Murli Dhar Shad
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
Faisal Azeem
Ghazal
kisii ko bhuul ke bhii apnaa raaz-daa.n na banaa
jo teraa dost hai us ko aduu-e-jaa.n na banaa
Mohan Singh Deewana
Ghazal
ilm-o-fan ke parvaano ye bhii kyaa qayaamat hai
'raaz' ko yahaa.n ko.ii raaz-daa.n nahii.n miltaa
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Ghazal
suKHan-e-'raaz' kii dii daad kisii ne aaKHir
shukr hai bazm me.n ko.ii to suKHan-daa.n niklaa