SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaz-daa.n"
Nazm MATCHES FOR "raaz-daa.n"
Nazm
hawa meri raaz-dan nahin hai
hamaare andar chhupe vajuudo.n
subuk masaamo.n kii raaz-daa.n hai
Ehsan Akbar
Nazm
bahut hai ek nazar
ye gomtii ye avadh kii hasiin raqqaasa
mai.n sochtaa huu.n ise raaz-daa.n banaa Daaluu.n
Baqar Mehdi
Nazm
tujhe mujhse mohabbat hai
kabhii to 'ahd-o-paimaa.n ho.n
falak ke chaa.nd taare bhii hamaare raaz-daa.n Thahre.n
Sheeraz Sagar
Nazm
parchhaiyan
hamaaraa raaz hamaaraa nahii.n sabhii kaa hai
chalo ki saare zamaane ko raaz-daa.n kar le.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
urdu zaban
tuu mirii mai.n tirii hamdam-o-raaz-daa.n
phir lagaa le gale se mujhe merii maa.n
Bano Tahira Sayeed
Nazm
taKHliq
KHudii kii maut se mashriq kii sar-zamiino.n me.n
hu.aa na ko.ii KHudaa.ii kaa raaz-daa.n paidaa
Allama Iqbal
Nazm
mehrban farsh par
piyaala-numaa aasmaa.n
meraa mahram mirii saa.ns kaa raaz-daa.n
Rafiq Sandelvi
Nazm
shauq-e-gurezan
raaz teraa chhapaa nahii.n saktaa
tuu mujhe apnaa raaz-daa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kis ki bad-gumani par
husn ko bad-gumaan rahne de
raaz-e-dil raaz-daan rahne de