SEARCH RESULTS
Showing search results for "तक़दीर"
Ghazal MATCHES FOR "तक़दीर"
Ghazal
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaa kaa gila
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye zulf agar khul ke bikhar jaa.e to achchhaa
is raat kii taqdiir sa.nvar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dast-e-falak me.n gardish-e-taqdiir to nahii.n
dast-e-falak me.n gardish-e-ayyaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aaj phir gardish-e-taqdiir pe ronaa aayaa
dil kii big.Dii hu.ii tasviir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
taqdiir bhii majbuur hai, tadbiir bhii majbuur
is kohna aqiide ko miTaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
diivaana banaanaa hai to diivaana banaa de
varna kahii.n taqdiir tamaasha na banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
muntazir kab se tahayyur hai tirii taqriir kaa
baat kar tujh par gumaa.n hone lagaa tasviir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
sitaara kyaa mirii taqdiir kii KHabar degaa
vo KHud faraaKHi-e-aflaak me.n hai KHvaar o zubuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
pa.D ga.ii paa.nv me.n taqdiir kii zanjiir to kyaa
ham to us ko bhii tirii zulf kaa bal kahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
tum se bejaa hai mujhe apnii tabaahii kaa gila
us me.n kuchh shaa.iba-e-KHuubi-e-taqdiir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Duubnaa hogaa agar Duubnaa taqdiir me.n hai
chaahe kashtii pe raho chaahe kinaare jaa.o
Kaleem Aajiz
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
kitnaa ji.e.n kahaa.n se ji.e.n aur kis liye
ye iKHtiyaar ham pe hai taqdiir par nahii.n
Aalok Shrivastav
Ghazal
aasmaa.n jitne sitaare hai.n tirii mahfil me.n
apnii taqdiir kaa hii ko.ii sitaara na hu.aa