SEARCH RESULTS
Showing search results for "पांडव"
Ghazal MATCHES FOR "पांडव"
Ghazal
dopahar kii dhuup me.n mere bulaane ke liye
vo tiraa koThe pe na.nge paa.nv aanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
zindagii tuu ne mujhe qabr se kam dii hai zamii.n
paa.nv phailaa.uu.n to diivaar me.n sar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
ham dohrii aziyyat ke giraftaar musaafir
paa.nv bhii hai.n shal shauq-e-safar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ye sannaaTaa hai mere paa.nv kii chaap
'firaaq' apnii kuchh aahaT paa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ma.azuur huu.n jo paa.nv miraa be-tarah pa.De
tum sargiraa.n to mujh se na ho mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
na ham-safar na kisii ham-nashii.n se niklegaa
hamaare paa.nv kaa kaa.nTaa hamii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
be-iKHtiyaar ho ke jo mai.n paa.nv par giraa
Tho.Dii ke niiche us ne dharaa muskuraa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
paa.nv naa baa.ndhaa panchhii kaa par baa.ndhaa
aaj kaa bachcha kitnaa siyaanaa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
dekhe hai.n ham ne daur ka.ii ab KHabar nahii.n
paa.o.n tale zamiin hai yaa aasmaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
zindagii dii hai to jiine kaa hunar bhii denaa
paa.nv baKHshe.n hai.n to taufiiq-e-safar bhii denaa